चीन ने कहा
कि सीमाओं से लगते 14 में से 12 देशों के
सीमाई विवाद को निपटा लिया गया है
इस में भारत और भूटान भी शामिल हैं
क्या ये सच है ?
ऐसा कब हुआ ?
यदि ऐसा हो गया
तो फिर हमारे इलाके में
हाल ही में
चीन की तरफ से
गोलाबारी की वारदातें
किस खुशी में की गईं ? आप सभी बुद्धीजीवियों की प्रतिक्रिया का इंतज़ार रहेगा
China ne kaha
ki seemaaon se lagte
14 mein se 12 deshon ke
seemaaee vivaad ko
nipta Liya gya hai.
Is mein
Bharat aur Bhutan
bhee shaamil hain.
Kya ye sachh hai
Aisa KB hua
Ydi aisa ho gya
to fir
hmaare ilaake mein
abhee
haal hee mein
china ke trf se
firing kee vaardaatein
kis khushee mein
kee gyeen
Aap sabhee budhijeewiyon ki
prtikriya ka intzaar rahega
No comments:
Post a Comment